Kamaal Karte Ho Lyrics Meaning in Hindi – Afsana Khan

Kamaal Karte Ho Lyrics Meaning Afsana Khan New Punjabi Song Lyrics
Kamaal Karte Ho Lyrics Meaning in Hindi is a new punjabi song sung by Afsana Khan. Music is given by Goldboy. Kamaal Karte Ho song lyrics are written Abeer. The video of this song is created by Manish Soni. Music label of this song is HSR Entertainment. Catch the lyrics of Afsana Khan Kamaal Karte Ho song lyrics in hindi below down.
Afsana Khan Kamaal Karte Ho Song Lyrics Meaning Credits
Song : | Kamaal Karte Ho |
Singer : | Afsana Khan |
Music : | Goldboy |
Lyrics : | Abeer |
Music Label : | HSR Entertainment |
Kamaal Karte Ho Lyrics Meaning in Hindi – Afsana Khan Hindi Song Lyrics
Kitnon ke dil todoge
Ab kisko tanha chhodoge
Gaaliyan woh denge log tumhein
Jis jis se munh modoge
Kitnon ke dil todoge
Ab kisko tanha chhodoge
Gaaliyan woh denge log tumhein
Jis jis se munh modoge
Dhanda yeh magar bemisaal karte ho
Dhanda yeh magar bemisaal karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Tumne kaha tha main sabse juda hoon
Khuda ki kasam bas main hi khuda hoon
Jhoothi thi baatein woh baatein tumhari
Baatein tumhari woh saari ki saari
Tumne kaha tha main sabse juda hoon
Khuda ki kasam bas main hi khuda hoon
Jhoothi thi baatein woh baatein tumhari
Baatein tumhari woh saari ki saari
Mat poochho ab haal
Jo tum behaal karte ho
Mat poochho ab haal
Jo tum behaal karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Suna tha kisi hai naam tumhara
Malum na tha yeh hai kaam tumhara
Nikle ameer tum to beghairat
Bura hoga ab yeh anjaam tumhara
Suna tha kisi hai naam tumhara
Malum na tha yeh hai kaam tumhara
Nikle ameer tum to beghairat
Bura hoga ab yeh anjaam tumhara
Bura hoga ab yeh anjaam tumhara
Yeh jo bina roye hi aankhein
Tum laal karte
Bina roye hi aankhein
Tum laal karte
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho x (4)
0 Comments